JAC Board Class 10th 12th Result 2026: bache yha se kar sakenge download !

Jharkhand Academic Council(JAC Board) se aa rahi latest updates ke mutabik, iss saal result ko lekar bahut hi jayda wala chances ban rahe hain ki Class 10th aur 12th ke results jaldi hi announce kiye jayenge. Board ne lagbhag saari taiyari complete kar li hai aur ab official confirmation ka wait hai.

aapko Bata Den Ki Jac board ki taraf se result Jari karne ki lagbhag prakriya puri Kar Li gai hai awm ummid Hai Ki result kaksha dasvin ka 25 tk April 2026 ko a Jaaye.

ClassExpected DateStatus
Class 10th25 tk April 2026High Chances
Class 12th Science22 tk April 2026Strong Possibility
Class 12th (All Streams)By 26 April 2026Very Likely

👉 Sources ke according, 25tk April ko result aane ke kaafi zyada chances hain, aur agar kisi reason se delay hota hai to press release 1-2 din ke andar kabhi bhi release ho sakta hai.

🔴 LIVE UPDATE (Earnjhnews.in)

✔ JAC Class 11th Result – 14 April 2026

✔ JAC Class 8th Result – 16 April 2026

✔ JAC Class 9th Result – 17 April 2026

📢 महत्वपूर्ण सूचना:

सभी विद्यार्थियों को सूचित किया जाता है कि जैक बोर्ड के द्वारा मैट्रिक एवं इंटर का रिजल्ट आज भी जारी होने की बहुत ही कम संभावना है। विद्यार्थी किसी भी भ्रामक खबरों पर ध्यान ना दें!

जैसे ही जैक बोर्ड की तरफ से प्रेस रिलीज होती है, हमारे द्वारा विद्यार्थियों को सबसे पहले बता दी जाएगी।

रिजल्ट जारी होते ही विद्यार्थी Earnjhnews.in गूगल में सर्च करके अपने रिजल्ट देख पाएंगे!

⚡ दोनों कक्षाओं का रिजल्ट एक साथ भी जारी किए जा सकते हैं


JAC Board Class 10th 12th Result 2026
JAC Board Class 10th 12th Result 2026

Kya JAC Board 12th Ka Result Ek Saath Aayega?

Ji haan, iss baar Science, Commerce aur Arts tino streams ka result ek saath aane ki ummid hai.
Board internally result ko finalize kar chuka hai, isliye sab ka result jari hone ke bahut high chances hain.

Result Release Ko Lekar Latest Update

  • Result preparation almost complete ho chuki hai
  • Official website par upload process most puri kar li gayi hai
  • Board kabhi bhi press conference ke through result announce kar sakta hai
  • Students ko ab zyada wait nahi karna padega

Result Kaise Check Karein?

  1. Official JAC website(Jacresults.com) par jaayein
  2. “JAC Result 2026” link par click karein, mtlb apke class and stream(Sci/Com/Arts) ke anusar dikhega
  3. Roll Code aur Roll Number enter karein
  4. Submit karte hi result screen par aa jayega
  5. Future ke liye print ya screenshot le lein, mai suggest krunga print kr lena screenshot valid nhi hota kahi bhi.

Important Link

JAC Class 10th Result 2026Click Here
(Coming Soon)
JAC Class 12th Result 2026Click Here
(Coming Soon)
Home PageClick Here

FAQS

JAC 10th Result 2026 kab aayega?

25 tk April 2026 ko aane ke bahut high chances hain.

JAC 12th Science Result kab release hoga?

25 tk April ko hi aane ki strong possibility hai, warna 1-2 din baad kabhi bhi aa sakta hai.

Kya 12th ka result ek saath release hoga?

Haan, Science, Commerce aur Arts ek saath release hone ke bahut zyada chances hain.

Final result kab tak aa jayega?

Maximum 26 April 2026 tak result release hone ki bhut jayda chances hai.

Result check karne ke liye kya chahiye?

Sirf Roll Number aur Roll Code ki zarurat hogi. jo ki apke admit card mein hai.

Final word:
Abhi tak official date announce nahi hui hai, lekin jitni bhi updates aa rahi hain unse clear hai ki result release hona almost confirm stage par pahunch chuka hai. Isliye students ko alert rehna chahiye result kisi bhi waqt live ho sakta hai 🚀

Leave a Comment